Sunday, September 4, 2011

History of IBA Literary Society (2008-2009) & Ending Note


1 comment:

  1. Hahahaha, Ky Yaad dila diya Zalim, AB to dil chahta he k Mein phr se Qalam Utha Lun...

    Mauziz Qaaraen, Mandrja Bala Mazmun mein Meri kuch zyada he tareef Ki gayi halan k mein ne jo kuch kya, Usse Khud grzi bhi keh sakte hein ;)

    Urdu Ko farog dena aur uss k liye kaam krna, Mera zaati Shauk tha, IBA mein us k liye koshish aur Bilal aur deegar doston k Saath Apne chand Khwabon ko paya taqmeel tak pohanchaane mein Shaid Mujh se zyda Bilal sameth mere Un Saathion Ka he Jin ki Waja se Mein Fakhr se Seena Taan kr Literary Society ka "Senior Officer" Bna Raha.

    Imran Saqib Sahib ki har mahaz pr support hee se hum Itna kuch kr lene k Qabil Huwe, k Naa sirf Literary Society Reactivate Huwi Balqe Sahi Maaeno Mein Dosri Bari Societies k Shana Bashan "Important" Society grdani Jane lagi. Humari Adnaa Koshishon Ka Sab se bra Sila yahi tha k Aik Qatim Society K AIk chote se Mushaira ki Dhum Saal k Ikhtataam tak jari rahi Jo baad mein Hum ne Kitabche ki soorat mein Raqm ki...

    Umeed He, Aane Wali Office Team Humare iss se bhi Unchi Bulandion ko chhoe gi...

    ReplyDelete